Hua Hai Aaj Pehli Baar - Sanam Re lyrics |Armaan Malik & Palak Muchhal.

Hua Hai Aaj Pehli Baar is a hindi song from the 2016 movie Sanam Re. Hua Hai Aaj Pehli Baar singers are Amaal Mallik, Armaan Malik, Palak Muchhal. Hua Hai Aaj Pehli Baar composer is Amaal Mallik and Hua Hai Aaj Pehli Baar lyricist or song writer is Manoj Yadav. Hua Hai Aaj Pehli Baar music director is Amaal Mallik. Hua Hai Aaj Pehli Baar features Pulkit Samrat, Yami Gautam, Rishi Kapoor, Urvashi Rautela. Hua Hai Aaj Pehli Baar director is and the producer is . The audio of Hua Hai Aaj Pehli Baar song was released on 12th February, 2016 by T-Series. 


Hua Hai Aaj Pehli Baar - Sanam Re lyrics |Armaan Malik & Palak Muchhal.

Song - HUA HAIN AAJ PEHLI BAAR
Singers - Armaan Malik & Palak Muchhal
Music - Amaal Mallik.
Lyrics - Manoj Yadav
Music Producers - Sourav Roy & Amaal Mallik.


Hua Hai Aaj Pehli Baar - Sanam Re lyrics

Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon

Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon

Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon

Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara

Zameen se aasmaan tak
Hum dhoondh aaye jahan saara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara

Baaton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain tarifiyaan

Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahan saara
Hua na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara

Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon
Rabb se laaya hoon..

Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon

Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roj karta hoon

Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan

Yeh dil pagal bana baitha
Ise ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re

Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat rabb se laaya hoon..
Raees - Zaalima Lyrics
Haseeno Ka Deewana - Raftaar And Payal Dev Lyrics